Kisi vi picture ka background Erise kare || how to remove any pictures background very easy

Hello guys
Swagat hai aap sabhi ka hamare is post meain, guys aaj ke is post me main aap
Sabhi Ko batane wala Hun.

Aap Apne kisi vi picture ka background kayse change kar sakte hai,
How to change your picture background.

To guys chaliye aaj ka ye interesting post start karte hai, Sabse pehle m aaapko bta dun is post me,AAP Ko ek application download karna padega play store se,
Mai is application ka link niche dal Dunga Aap wha se ise download kar sakte hai ok guys. To aapko download karna
karna hia application,👇
       
AAP upar dekh sakte hai link par click karne ke Baad apko is type ka I con dikhega AAP Ko is Application Ko download karna hai, iske Baad, apko kya ipko is type ka i con dikhega.       👇    

Apko isko open karna hai isko open karne ke bad aapko kai type ka option milega,
Guys m AAP sabko bta dun is application me agar aap ek colour ke background wala picture use karte hai to us picture ka background bhot hi Kam time me Erise kar sakte h bhot hi Kam time me or bahot hi aasani se,
AAP yha par dekh sakte hai is application ke ke I con pe click karenge to is type ka interface khulega 👇 m aapko dikhata Hun,

Guys aap yha par dekh sakte hai yha par likha hai select a photo apko photo select karna ispe click karne ke Baad apke samne kuch is type ka interface khulega, 👇

Aap yha par dekh sakte hai yha par bhot Sara options khul Jaya hai,but guys apko gallary par click karna hai okay,
Iske Baad aapko ape gallery me Jana hai and wha se apko koi vinpic le Leni hai jiska aapko background change karna hai, par main aapko dikhata Hun ki konse picture ka background Maine bhot hi Kam Tyme me Erise Kiya hai,apko gallary pe click karna hoga iske Baad,

Iske Baad apko Ayisa pic Lena hai jiska background colour ek colour ka hoga,guy g m ek colour ka background Lene ke liye isilye keh rha ki bhot hi aasani se and simple way me AAP iska background change kar sakte waise m apko btaunga ki multi type ke picture ka vi AAP bhot hi aasani se change kar sakte hai remove kar sakte hai,

Yha par Aap dekh sakte h yha par Maine ek picture le Liya ab apko is picture Ko select kar Lena hai ki apko kitta picture ka background ka remove karna hai, apko picture Ko yha par crop and select kar Lena hai uske Baad apko kya karna hai,
Guys apko yha par apko 6 aption milenge,
Main apko bta deta Hun sab ke bare me,
1 :- Apko Sabse pehle milega staack,
2 :- Apko milega Auto,
3 :- Apko milega Magic,
4 :- Apko milega Manual,
5 :- Apko milega Repair,
6 :- Apko milega Zoom,
Guys dekho apko Sabse zyada use me aayega,Auto,Magic,Manual,Repair,and Zoom,

Yha par Aap dekh sakte hai Auto name ka option hai ispe aapko click karna hai or bas ek click me pura background clear,guy g aapko yaad rhe agar apke picture ka colour ek colour ek colour ka hai to apko Auto tool ke hepl se bas kuch Tyme me AAP ise bahot hi simple way me remove kar sakte hai,
2nd wala jo option Magic hai,yevi bahot badya hai guys use apko drag karna h picture par ye apke picture ka background hatata jayega,
Guys ye 3rd wala option hai Manual guys isse aap manual type se kisi vi picture ka background Erise kar sakte but ise problem ye hai ki isse apki picture vi remove Hoti jayegi,
And 4th h guys Replace, isse aap Apne kisi vi photo jispe aap Kam kar the hai edit kar the hai agar usme koi problem as jati hai to apko is tool pe click karna hai and pure me drag kar Dena hai, apka picture pehle Jaysa that waysa hi ho jayega,
And guys last h Zoom,
zoom to sabko PTA h Zoom ka MATLAB ye hua ki AAP kisi vi cheez Ko bada karke dekh sakte ho uspe Kam kar sakte ho,
Guys jab apka pic ban jayega pura background clear ho jayega to apko kya karna hai,
Iske baad apko done par click karna haiispe click karne ke bad apko ek or interference khuleha 👇
Yha par Aap Apne tarah se dekh le ki konse se no par apka picture thk lag rha hai fir wha par apko click karna hai uske Baad apko save pe click karna hai,
Iske Baad apko finish par click karna hoga,finish par click karne ke Baad apki ye picture gallery me save ho jayegi AAP what Jake check kar sakte hai..
Guys agar apko hamara ye post accha lga and apko isse kuch help Mila to guy please mujhe comment karke btayen or is post Ko Apne har doston ke saath share zroor kare.
Thank you guys 🙏 
Application Link 👉 Background Eraser
Application video 👇

3 thoughts on “Kisi vi picture ka background Erise kare || how to remove any pictures background very easy”

Leave a Comment